Mujhe D Pharmacy aur Hotel Management ke baare mein jankaari chahiye.
-
1 Answer
-
D Pharmacy ek 2 saal ka Diploma course hai jo medical field me career ke liye hota hai, jabki Hotel Management ek professional course hai jo hospitality industry me career banane ke liye hota hai. D Pharmacy me eligibility 12th Science (PCB/PCM) hoti hai, aur Hotel Management me kisi bhi stream se 12th pass student admission le sakta hai. D Pharmacy ke baad aap chemist shop, hospital pharmacy me kaam kar sakte hain, aur Hotel Management ke baad aap hotels, cruise, airlines me job paa sakte hain.
Taking an Exam? Selecting a College?
Get authentic answers from experts, students and alumni that you won't find anywhere else
Sign Up on ShikshaOn Shiksha, get access to
- 65k Colleges
- 1.2k Exams
- 687k Reviews
- 1800k Answers