sir meri rly joining aug2013 h maine gnm diploma sep2010 to sep2014 tk pura kiya joki 3.5year ki h usme 6month ki internship bhi shamil h.
Sir marine department se permission lene ki kosis ki mgr mujhe permission nhi mili jiske chalte marine apna Diploma jiski internship or exam apni leave pe kr liya jo march me hona tha vo september me pura kiya. Sir kya ye railway departmental recruit me valid h. please tell me sir.
-
1 Answer
-
Aapka GNM Diploma Railway ke liye poor tareh se vaild hai. Kyonki aapne GNM Diploma bina marine department ki NOC liye kiya hai, Isliye railway ya other department main aapko picchli noukari ka faayda nahi milege va aapko marine department ki service resign karni padegi. Krapya dhayan rakhe ki jab bhi aap railway ke liye apply karain apni pichhli service ka jikra bilkul na kare kyonki aisa karne par aapko marine department se NOC leni hogi. Isliye GNM diploam ke base par noukari lene ke liye aapko apni pichhli noukari ke faayde se vanchit hona padega.
Related Questions
Taking an Exam? Selecting a College?
Get authentic answers from experts, students and alumni that you won't find anywhere else
Sign Up on ShikshaOn Shiksha, get access to
- 63k Colleges
- 963 Exams
- 610k Reviews
- -50000 Answers